2 GB के मेमोरी कार्ड को बनाये 16 GB
( Build 2 GB of memory card up to 16 GB )
ji han aap bilkul sahi padh rahe hai aap apne 2 gb ke mamory card ko 16 GB bana sakte hai ,
aapko vishwas nahi ho raha hai na lekin ye sach hai , maine ye khud try kiya hai , aap soch kar dekho ki har memory card ka size ek jaise hi hota hai lekin uska space kam jyada kyo hota hai aapne kabhi is par gaur kiya ,magar maine kiya aur pata kiya ki kya ye sambhav hai ki ham memory card ke space ko kam jyada kar sakte hai , pata karne par paya ki ye ho sakta hai to dosto aap bhi sonch rahe hai na ki hamko bhi apna memory ka space badhana hai aur badhaye kaise to dosto mai aapko us tool ke bare me bata hi deta hun ki wo tool kya hai aur kaise kam karta hai us tool ka name hai S DATA TOOL to dosto yahi wo softwear hai jiski madad se ham apne memory card ke space ko badha sakte hai , ab janna ye hai ki ye kam kaise karta hai
dosto yah hai wo softweare jo memory card ke space ko badhata hai to ab ham isko open kiye hai open karne ke baad aisa nazar ayega fir ham jis memory card ka space badhana chte hai usko farmat kar lenge agar ham memory ko farmet nahi karenge to yah softwear kam nahi karega , to sabse pahle memory ko farmet kar lenge farmet karne ke baad hamara memory card jis disk me dikhai dega usko select kar lenge select karne ke baad , aapka memory card 2gb ka hai to wo select karne par 4 GB ka option batayega jis par aapko click karna hai click karne par E-Compress NOW par click karna hai , 2 se 3 minute tak aapko wait karna hai , yaad rahe jab tak aapka memory card complit ban na jaye tab tak aapko is softwear ke koi bhi option ko click nahi karna hai , agar is dauran aap apna memory card nikal dete hai ya softwear se koi ched chad karte hai to aapka memory khrab ho sakta hai
softwear Download karne ke liye yaha Click kare
to dosto meri yah jankari aapko kaisi lagi jarur bataye aur mere facebook page ko like jarur kare jisse ki aapko mere blog se achi achi aapke kaam ki jankari hamesha milti rahe
Thanks

कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें